Mera Khwaab
Dil Ke Kareeb Unko Laana To Nahi Tha,
Unke Aane Ka Koi Bahana Bhi To Nahi Tha;
Vo Bas, Aa Gaye Mere Khwaabon Mein Fasaana Ban Ke,
Do Pal Ruke, Aur Chal Diye Vaapis Ye Samaj Ke...
Ki Mera Khwaab Unka Aashiyana To Nahi Tha !!
Labels: Ghazal
1 Comments:
yun toh koin tanha nahi hota,
chah kar bhi koi juda nahi hota,
mohabbat ko toh majburiyan le dubti hain...
warna khushi se koi bewafa nahi hota!
Post a Comment
<< Home